DEFOLOGY
Your Favourite Designers Favourite Designer. Your Dream Womans Dream Man!

Aaj Jaane Ki Zidd,Ramya Iyer and Rupmatii Jolly,Coke Studio


Written by the renowned poet-lyricist Fayyaz Hashmi, this Ghazal has been sung by many artists.

Lyrics:
Rupmatii Jolly
Dono jahan teri
mohabbat mein haar ke
Woh jaa raha hai koi
shab-e-gum guzaar ke
Viraan hai maikeda,
gumon sa ghar udaas hai
Tum kya gaye, ke ruuth
gaye, din bahaar ke

Ramya Iyer
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Youn hi pehlu mein baithe raho
Youn hi pehlu mein baithe raho

Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Haaye mar jaayenge hum to
loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Rupmatii Jolly
Bheegi hui, aankhon ka yeh,
manzar na, milega
Ghar chodd ke, na jao
kahi, ghar na, milega

Ramya Iyer
Tum hi socho zara, kyun
na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth
ke jaate ho tum
Jaan jaati hai jab uth
ke jaate ho tum
Tumko apni kasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Haaye mar jaayenge
hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo

Rupmatii Jolly
Niyetein shouk bhar na jaye kahi
Tum bhi dil se utar na jaye kahi
Aaj dekha hai tumko der ke baad
Aaj ka din guzar na jaye kahi

Niyetein shouk
bhar na jaye kahi
Tum bhi dil se utar
na jaye kahi
0 comments:

About Me

My Photo
Morgan Dㅌf Sㅜyㄴㅌ
Your Favourite Designers Favourite Designer. Your Dream Womans Dream Man!
View my complete profile

Followers

Total Pageviews